Crypto Kya Hai? in Hindi pe janiya
Cryptocurrency means Digital Currency ye ek as a online currency hai jo sirf internet par exist karti hai. Iska sabse popular example hai Aaj ke time pe Bitcoin, lekin iske alawa bhi hazaaron cryptocurrencies maujood hain jaise Ethereum, Litecoin, Ripple, XRP, SHIB INU etc.
Cryptocurrency ke Features(fayde):-
1. Decentralized – Kisi ek government ya bank ke control mein nahi hota iska control.
2. Secure – Blockchain technology ka use hota hai.
3. Fast Transactions – Duniya ke kisi bhi kone mein turant aap transfer kar sakte ho and instantly withdrawal bhi kar sakte hai.
4. Limited Supply – Jaise Bitcoin ka maximum limit 21 million hai.
Kya Crypto India me Legal Hai?
India mein crypto trading abhi legal hai, lekin RBI aur government is par regulations laane ki soch rahi hai. Investment se pehle achhe se research karna bahut zaroori hai.
ye ek online earning plateform hai aap agar earn krna chahte ho to niche diye gaye link se download kre
Isi link se download krne pe UpTo 50 USDT tak bonus milega